Timepaas

Re: Timepaas

aaj tu +1 hay... unlike yesterday's -19...

Re: Timepaas

Itni jaldi itna difference? Strange :)

Re: Timepaas

bus ji Canayda diyaaN shanaaN... wakhriyaaN

Re: Timepaas

Ho sakda aey, par fara ji Lhore, Lhore aey :D

Re: Timepaas

Aaahooo ji... lahore lahore ayeee

Re: Timepaas

mat lo :smokin2:

Acha g :sunnyboy:

Re: Timepaas

Aap ney barri jaldi party badal li fara ji :D

Re: Timepaas

Sanna,n puls pharr laey gi :smiley:

Re: Timepaas

Acha g :smiley: i thought lahore karachi hay :cobra:

Pulse walloon ko bhari hoi CirGut day doon ga :wink:
:sunnyboy:

Re: Timepaas

:bizz: Bohat aala… aap nahi sudharna… unhey aur bigarr do jo pehley hi award-winning kar’kardagi dikhaa rahey heiN :slight_smile:

Re: Timepaas

Amal mainay konsi party badli :(

Now I am listening to "Tu ki Jannay Bholiyee Majjay Anar Kali diyaaN ShanaaaN"

Re: Timepaas

Peeti bhai hain mairay woh :fatee:

Re: Timepaas

Tu app unko sudhariyee… yeh kiya kay mazeed bighjarnay per tullay huway hain bhari hui cigs pilla ker…

Re: Timepaas

Aap “Canayda” sey seedha Lhore jo shift ho gai theiN :slight_smile:

Wow…khaasa diverse taste hey aap ka :lajawab:

Re: Timepaas

Bus ji Allah di shaan ayee...

Aww I love Anwar Masood's poetry... aapko nahi pasand?

Re: Timepaas

Agar mein bhi sudharana shuru kar dia tou unn ko bigaray ga koun :sunnyboy:

Re: Timepaas

Anwar Masood ki shaeri kisey nahi pasand??? tello :)

Wesey meiN Anwar sahab sey personally mila bhi tha jab wo idhar Dubai aaey huwey the aek mushaery ke leeye ... un ke room meiN kaafi deir gupshup chalti rahi ... he is such an amazing person ... :)

Re: Timepaas

Sannan aap abhi idhar hi ho??? MeiN to samjha aap pakrrey gaey ho ge ab tak :slight_smile:

Re: Timepaas

koi hai yahan ? :chai:

Re: Timepaas

maiN to lagtaa hai k shaayad idhar hii huN :soching: