Re: Timepaas
namaz parh ke sona ![]()
Re: Timepaas
namaz parh ke sona ![]()
Re: Timepaas
**
maiN ne shaayad paRhii thii raat 7 pm par 'ishaa ki namaaz…mere Hisse kii tum paRh lenaa plz…sawaab milegaa :)**
Re: Timepaas
aap ko parhte huwe kia hai:crying:
Re: Timepaas
Idhar chilam kay liye kuch koylay milain gaiy kia :cobra:
Re: Timepaas
kya karna hai uska ![]()
Re: Timepaas
ghalat nishane laga laga k sari fakhtain urra din…ab plastic ki lene gay hain jo na urrain ![]()
Re: Timepaas
nhi milen ge…ye poetry section hai so apna huqa utthain or bhaj jain ![]()
Re: Timepaas
Loh jee kolay hee kolay, meray hookay vichon lay loh. :cobra:
Re: Timepaas
Salam! kya haal chaal hein?
Re: Timepaas
Kaha to hay huqay key chilam kay liye chahiye :cobra:
poetry section mein huqa lana mana hay kia ![]()
Bari Maharbani g :cobra: Allah aap kay huqay aur aap ko hamaisha taro taza rakhay :cobra:
Re: Timepaas
wah jee wah kush lagaan da mazaa aa gaya. Naal koi tazaa jaya shair wee suna doh. :cobra:
Re: Timepaas
aik ghumzada she’r
Cigarette lagaya tha teri yadain bhulanay ko
kumbakhat dhuwain nay teri tasveer bana dali ![]()
Re: Timepaas
Uss kee yaad mein cigarette lagao gay toh phiphron ka kaam khalas ho jaye ga. ![]()
Re: Timepaas
:cobra: chalain dil to bach jai ga ![]()
Re: Timepaas
poetry section mein huqa lana mana hay kia ![]()
bilkul mana nai…kal ab bv bachon or nokron ko b le ana or khana shana kha k jana ![]()
Re: Timepaas
theek hay g :cobra: aap bhi aik sutta lay lain ![]()
Re: Timepaas
nhi lena…kisi ko suttna parre ga ![]()
Re: Timepaas
Subho-bakhair duniyaa waloo...
Re: Timepaas
Tambakoo noshi sehat ke leeye muzir hey. Wizrat-e-Sehat!!! ![]()
Re: Timepaas
Subho-bakhair duniyaa waloo...
SardiyaaN aa gaeiN :D