Re: Timepaas
Sahi kaha.. aapki teraf tu sham bhal rahi hugi aab…
w assalam waleed, jeetay rahiyee, khush rahiyee…
Re: Timepaas
Sahi kaha.. aapki teraf tu sham bhal rahi hugi aab…
w assalam waleed, jeetay rahiyee, khush rahiyee…
Re: Timepaas
Allah apko bhe hamesha khush rkhe ![]()
Re: Timepaas
to merey aziz hum’watoN…kya ho raha hey zindagani meiN?
Re: Timepaas
Humm I had a jaw surgery and it has kept me awake all night… no work for me today yayyyy
Re: Timepaas
Amal ..kuch khas nhe jee monday se exams hai uski tiyari ap sunao
Fara jee Allah apko sehat ata farmaye ![]()
Re: Timepaas
Best of luck for your exams Waleed
k:
Re: Timepaas
Waleed shabash khoob dil lagga ker perdhoo aur GS say kuch arsa door raho.. kamiyaabi yaqeeni hay… lol
Re: Timepaas
Thanks Amal Bhai ![]()
haan jee aj ek haftay ke baad aya hon Gs per lol …
kamyab to hona he hai meine ek din ![]()
Re: Timepaas
Ji ji…parrhai sab sey pehley…
Re: Timepaas
assalaamo 'alaikum yaa ahl al maHfil…subHa al noor…Good Morning…shubh pratahkaal…kaise mizaaj-e-garaammii haiN?
Re: Timepaas
Jee bilkul ![]()
Re: Timepaas
Hope you feel better soon.
Re: Timepaas
**
aaaaaaaaaaawwwwwwwwww ab kaisi haiN? Allah aapko jald bahtar kare…aameen…enjoy ur day off…did u have a tooth extraction? is it still hurting? **
Re: Timepaas
Azeezaan-e-man, kidhar heiN sab ke sab??? ![]()
Re: Timepaas
hello ![]()
Re: Timepaas
Hi everyone
kaya ho raha hai yahaan ![]()
Re: Timepaas
Shukar hey koi to aaya ![]()
Re: Timepaas
You know Amal its Friday and sab shukar adaa kertay hain
vacation time ![]()
Re: Timepaas
**tum ne bulaayaa aur ham chale aaye
haath pe laDDoo le ke ham to aaye re!
salaamaat, kaise haiN sabhii Khawaateen o Hazraat?**
Re: Timepaas
Koi hey is veeeeeeraaaaaaaaney meiNNNNNNNNNNNNNNNNNNNNN???