Timepaas

Re: Timepaas

**
lol @ banii noo’-e-insaan hahaha…iA, zaroor Haazir huNgaa…maiN vaise pahle bhii Haazir huaa thaa aur kuchh panne siyaah bhii kiye the lol…naii pic koii lagaaii?
**

**
lo ji, kar lo baataaN! maiN Khud tifl-e-maktab-e-urdu huN…maiN en apne vaalid buzurgwaar marHoom ko dekhaa kartaa thaa Khilaal laTkaaye huye is liye jaantaa thaa…varna, maiN kahaN jaan saktaa thaa :D**