Timepaas

Re: Timepaas

**
nawwaab saaHab kaa Khayaal hai k faaKhtiyoN kii ta’daad ab bahot ziyaada ho gaii hai, bil_Khusoos “par kaTiyoN” kii…unkaa kam honaa hii bahtar hai…kam se kam do waqt ke khaane kaa sahaaraa to haiN…aajkal nawwaabii daur 'aalam-e-kas-ma-pursii men jee rahaa hai…naam baRe, darshan chhoTe! :(**