Timepaas

Re: Timepaas

**
ok janaab kah abhii mobile pe fone kar ke kah diyaa…unkaa jawaab hai k ab “vo din gaye jab Khalil khaaN faaKhta uRaayaa karte the”, ab to vo faaKhtii ko rassii se baandh ke shikaar karte haiN vo bhi apni masnad pe baiThe baiThe…nawwaab-e-Lukhnau haiN, koii mazaaq to nahiiN :wink: hehe**