Re: Timepaas
hehehe…horrible combo na? hehe…ok ji…jaisa Hukm ![]()
ahaaN…haN na…ab bhabhi nahiiN karvaayengii rishtaa to kia rqaeeb karvaayeNge? haha
oh to aap bhii haiN Mrs. Agha meN…mere bhii kuchh log haiN udhar…
to next time jab guzar ho to chai meri bhabhi ke haath kii bhii pee ke jaayeN ![]()
**hahaha…faaKhti ke abbu bhi to faaKhta hii huye…ab un se kia lenii permission ![]()
**
**
vo faaKhti hai…haaaaye Allah, sadqe jaavaaN guR khaa ke…roz savere savere babul ke peR kii chhoTii pe baiTh ke kia marsiye paRhti hai…dil karta hai shaheed ho jaauuN usii pe
kia kahne marsiya ke :)**