Timepaas

Re: Timepaas

**
hayeN? uncle kisko bolaa? apun u ko uncle dikhe la? amiN to abhi bachcha huN mashaa Allah se hehe**
**
PS: are nai baba…maiN kabhi kisi kii baat kaa buraa nahiiN manaataa…even…apni baat kaa bhii buraa nahiiN maantaa haha**