Re: Timepaas
**
oh achchaa…haN ji kia kahne…
…ham log do aur sharbat piyaa karte the. pata nahiiN k aap logoN ke ilaaqe men yeh raa’ij thaa yaa nahiiN:
- talKha [grounded rice crispie with millk/water [50-50], kevRaa, sugar]
- sattoo/setvaa [chana, barley, wheat aur sorghum? ke aaTe se banaayaa jaataa hai]**