Re: Timepaas
**
inshaa Allah, hameN intizaar rahegaa…waqa’ii zabardast hogaa…
nahiiN, maiN ne to kabhii nahiiN piyaa…iA agli baar jab jaauuNgaa Mrs. AGha to le aauUngaa :). phooloN kee pattiyoN aur seeds se banaa huaa ek aur sharbat bahot piyaa hai jise ham log “ThanDaii” kahte haiN…bahooot raaHat baKhsh hotaa hai yeh mashroob aur yeh mausam e sarmaa meN be_Had pasand kiyaa jaataa hai.**