Re: Timepaas
**
aaaaaaaaaaaaaawwwwwwww…are baba diet kii kia zaroorat aan paRii? achchhaa to kia kar Daalaa aaj jo din hectic thaa? dard e sar ke liye koi davaaii li? aaaaawwww bhook lagii hai to khaa leN na…maiN ne aapke haath ke bane pakwaan dekhe the ek baar GS par…maashaa Allah bahooot achchhaa banaatii haiN…bas khaanoN kii soorat dekhii thii seerat ka pata nahiiN…chakhaa jo nahiiN thaa lol…to ab aap kuchh khaa leN…:)**