****Time passssss *** October

Re: ****Time passssss *** October

Sahi pahchana sahab..Khwaja Moinuddin Chisti, Hazrat Nizamuddin, Mahatma Gandhi, Mother Teresa, Guru Nanak, Swami Vivekanand, Mahatma Buddha jaise sant jinhone duniya ko seva, bhaichare, ahinsa ka paigaam diya, ke mulk se hain..par afsos ye hai ki chand nafrat ki tizarat karne waloN ki wajah se naam kharab hota hai.