Re: Time pass
**waah…bilkul saHeeH aur bar-jastah misaal dii…yeh kahaavat shaayad us waqt ke dehii culture se mutaabiqat rakhtii thii. yaa is men bhii koii shaa’iraana falsafa muzmir rahaa ho…Ghalib ne farmaayaa thaa:
gaaliyaan khaa ke bhii be-mazaa na huaa
usii andaaz pe:
maar khaa ke bhii tan meN dard na huaa**** ![]()
yeh kahaavat bhii isii tarz kii hai:
“apne hii buraa bhalaa kahte haiN, paraaye to nahiiN”…
…aise ‘apnepan’ pe sadqe jaauuN! :D**