Time Pass

Re: Time Pass

chakar de rahe hain aap :bravo:

Re: Time Pass

Hmm…Ahmer…Chakkar tou ayain gay…Ghoom jo rahay ho…Aram say beth jao na:hugz:

Re: Time Pass

meRa NasHta Ho gYA

Re: Time Pass

:smack:
ye nashtay ka time hai kya???

Re: Time Pass

hazaar gunah behtar routine ho gayi hai meri pehle iss waqt aap logon ko bye shye bol k sonay lagta tha n aaaj kal subah ho chuki hoti hai meri is waqt :stuck_out_tongue:

Re: Time Pass

as salam walikum to all

Re: Time Pass

Khi walay aisay he hain…Magar kyun???
subah 5-6 sootay hain …shaam ko 3-4 uthtay hain…Ahh
kya banay ga app sab ka:aq:

Re: Time Pass

:wsalam:
kya haal ahwaal hain???

Re: Time Pass

Allah ka shukar hai
ap sunayin
kia horaha hai?

Re: Time Pass

:aq:

Re: Time Pass

hmm........
haal theek hai..........
Magar hamaray sath wo hota hai hamesha jo nahin hona Chahiay.............:)
Sab Qismat ka khail hai:(

Re: Time Pass

Hawww…
maree sis…:sara:
kahan theen???
dekh lo ab mein online wala status rakhtee hon just Bcoz of u:)

Re: Time Pass

aray aray kia hogya
hamain batayen
qismat ko kaan say pakar kar le ayengay

Re: Time Pass

Ds Bhi Karachi Walay Hain Ahmer BHi MEIN bHI ZARA BACH K Rahein kahin jang na ho jaye aap ki karachi waloon se :stuck_out_tongue:

Re: Time Pass

aik aur karachi wali aa gayi hain :salam:

Re: Time Pass

awaz day k har baar chup gayi zindagi
hum aisay sada dil k har baar agayay

Re: Time Pass

hmm.............
nahin ab apnay he log hain..................
dnt u worry

Re: Time Pass

Asalamu Alaikum

Wah ji, aaj to baray baray Log aaiay bethay hein :)

Re: Time Pass

Krachi Guppy Meet Ho Raga Gau In Few Days Kaun Kaun Aaye Ga Mujhe Pm Kare :) nakhan our old but so cute member aaye hain dubai se un he k sath pehli meeting fix karni hai aur karachi k baaki guppy bhi aa saktay hain !

Re: Time Pass

w/salam
kia ahwaal hain janab