Re: time pass…WELCOME AUGUST ~~ پاکستان زِنده با د ~~
MHSA mein acting kaa kaafi margin thaa characters mein (though movie bilkul 3rd class thi) lakin almost sab ki acting fazool thi, shayad newcomers bohat thay film mein aur khul kar bakwaas acting kar rahey thay ![]()