~*~ Time Pass June 2012 ~*~

Re: ~~ Time Pass June 2012 ~~

bas
ALLAH talah meri, ar meri family ki sab mushkalat asaan farmaiye, mere waldain ko shifa ata farmaiye, muje naik olaad ata farmaiye, kushada rizq-e-halaal ata farmiye, apne elawa kesi ka muhtaaj na kare, deen per qaim rakhe, ham miya-bv ko hajj ki saa-dat naseeb farmaiye, hamein hameesha apne waldain ar buzurgoo ka farmabardaar rakhe, sab behan bhaiyo mai hameesha payar, ithaad ar itfaaq rakhe,
is k elawa jo aap jo b dua kar sakien
:slight_smile: