Mairay tamam pakistan main rahnay wallay dostoon ko 01 June key thandi thandi subah mubarak ho. Umeed hay aap loog load shedding say lutaf andoz ho rhay hoon gaiy aur new new abuse day rahay hon gay
Allah Pakistan key tamam mushkilat door karay (ameen)
miltay hain break kay baad :cobra:
Hey chill man!
Aap kidhar ho aaj kal?
Re: ~~ Time Pass June 2012 ~ ~
maira ninja bhai
hum hain wahan par jahan
hamain apni bhi khabar naheen :hinna:
kill man
Kal to apko raat ko bhi online huye the:eek:
Re: ~~ Time Pass June 2012 ~ ~
aab main din key bajay raat ko aaya karoon ga :hinna:
bhai logoon key nazar kha gai idhar office main time he naheen hay opar say MAC note book dus ghnay lagta hain kuch likhnay main …aur copy paste bhi kuch ka kuch ho jata hay
STA
June 1, 2012, 5:28am
6
Re: ~~ Time Pass June 2012 ~ ~
aameen
Re: ~~ Time Pass June 2012 ~ ~
Mujhay apna doost amin mobile shop walla yaa aa gia :hinna:
ehsan
June 1, 2012, 5:39am
8
Re: ~~ Time Pass June 2012 ~ ~
utho jago poetry walo, june shuru ho gaya hai.
ehsan
June 1, 2012, 5:39am
9
Re: ~~ Time Pass June 2012 ~ ~
Kuch log mod bunnay kay baad ghayab ho jatey hain.
Sannan
June 1, 2012, 5:41am
10
Re: ~~ Time Pass June 2012 ~ ~
waqai june shuru ho gia hay breaking news
chai kay sath yah bhi lain :cobra: Maza do aatsha ho jay ga
ehsan
June 1, 2012, 5:42am
11
Re: ~~ Time Pass June 2012 ~ ~
main nay kaha batta doon kahin soota lagatay howey aap yeh na sochein kay abhi May chul raha hai.
Sannan
June 1, 2012, 5:42am
12
Re: ~~ Time Pass June 2012 ~ ~
Khuda jub husan daita hay
Nazakat aa he jati hay :cobra:
Sannan
June 1, 2012, 5:43am
13
Re: ~~ Time Pass June 2012 ~ ~
ninja mairay bhai bhi MOD Member to koi raha he naheen :hinna: lagta hay mujhay dobara member banna paray ga :cobra:
ehsan
June 1, 2012, 5:49am
14
Re: ~~ Time Pass June 2012 ~ ~
aap member hee hain, aisay hee aap koh mod ka title diya howa hai, chup karanay kay liye. :cobra:
Gs pe sabko mod banaya jaa raha hai:D
Iss bar muqawwee bhaine saare indians ko mod bana diya hai!:D
@ehsan uncle promotion ka asli maza to holidays manaa kar hi milta hai:D
IS
June 1, 2012, 5:51am
16
Re: ~~ Time Pass June 2012 ~ ~
jite rahien khush rahien ar apne aap k sath blind date per jate rahien
ehsan
June 1, 2012, 5:53am
17
Re: ~~ Time Pass June 2012 ~ ~
Gs pe sabko mod banaya jaa raha hai:D
Iss bar muqawwee bhaine saare indians ko mod bana diya hai!
@ehsan uncle promotion ka asli maza to holidays manaa kar hi milta hai:D
Naukri shuru nahin kee aur chutian pehlay. Kaha tha Muqawwee koh kay Indians koh mod mut banao, chutian bauhat kartey hain.
ehsan
June 1, 2012, 5:54am
18
Re: ~~ Time Pass June 2012 ~ ~
Loh jee barey barey log bhi aa gaye hain
Sannan
June 1, 2012, 5:54am
19
Re: ~~ Time Pass June 2012 ~ ~
Saazish
mujhay aik joke yaa aa gia
aik aadmi dosray say aaj kar har lallu panjo kay pass cell phone hay daikho main nay bhi lay lia
Is bhai woh to lagti rahi gi aap sunain kaisi guzar rahi hay
IS
June 1, 2012, 5:57am
20
Re: ~~ Time Pass June 2012 ~ ~
yaha per sab se barhay tu aap hain is waqt sab mods main mai akaila member hon jis ko 30 seconds tak intazaaar karna parhta hay so main barha kese ho gaya