Re: ~~ Time Pass June 2012 ~~
jab aap ne match hi nai daikha tu aap ko kese pata k khusroon wala kaam kiya
PS: lagta hay aap ko bohat hi zaida dukh howa hay last 2 ODIs ka. is mai dukh wali kon si baat hay coz ye koi new baat tu nai thi k jeeta howa match haar ge . . . . ab tak tu aap aadi ho jana chiye ![]()