~*~ Time Pass June 2012 ~*~

Re: ~~ Time Pass June 2012 ~~

Jiti raho khush raho billi behna
kesi hain aap
koi baat nai mera b koi yaqeen nai karta
asal mai main weekend ami, abu, bhai, wife, loadshading and garmi k sath enjoy karne hometown gaya tha :@:
24 hours mai se only 4-5 hours lite ati thi bas :@: