~*~ Time Pass June 2012 ~*~

Re: ~~ Time Pass June 2012 ~~

maiN ne to is liye pee k:

nashaa pilaa k giraanaa to sab ko aataa hai
mazaa to jab hai k girte ko thaam le saaqii! :wink: :cb:

isii tajurbe ke liye to banda pee saktaa hai…baaqii to sab bahaane huaa karte haiN! :smiley: