~*~ Time Pass June 2012 ~*~

Re: ~~ Time Pass June 2012 ~~

aur, kisii ne kia Khoob kahaa thaa k:
**
aane se mere, aaye KhizaaN, jaane se mere aaye bahaar
baRaa mastaanaa hai teraa deevana devaanaa deevaah!**

teen baar deevaanaa kiuN kahaa shaa’ir ne?

vaise, ab aap bataaiye k, mere ausaaf ko madd-e-nazar rakhte huye, aap meraa aanaa pasand kareNge yaa jaanaa? :cb: