aik martaba aik bacha ammi kay pass aata hai poocha hai ammi batain main kaisay payda hoa.. woh kehte hain keh aab bachay ko kya bataoon… woh kehte hai keh bayta hum nay mitti kaa aik gharra (pitcher) liya.. uss ko mitti main dabba diya aur kuch arsay kay bad khoola to uss main tum nay… bacha phir poochta hai .. acha abbu kaisay payda hoay thay.. to woh kehte hai keh tumhray dada abbu nay bhe yahe kiya thaa … is par bacha kehta hai keh to iss kaa matlab hai keh hum main say koe bhee through proper channel nahien payda hoa hai…
mairay dill mairay mussafir