go muj ko gaRdishooN ne sanwaRnay nahi dya
lakiN teRay khaloos ne maRnay nahi dya
ahsaaN hai ye us ka meRa zaraf dekh kaR
thokaaR lagaieY aur bikhaRnay nahi dya
hum teRi dosti maiN agaR luut gaye tu kia
ashkooN se teRi ankh ko bhaRnay nahi dya
is raabteY ko toRna asaa’N tha magaR
teRi nazaR ne faisla kaRnay nahi dya
haR aashk-e-beqarar ko hum ne be kisi waqat
ankhooN k sahilooN pe ubhaRnay nahi dya:teary3:
manzil k paas jitni aa’zeat mili mujhaY
itna tu dukh tumam safaR ne nahi dya
ik rabt-e-lazawal ne teRay he shahaR se
muj ko kabhi sakooN se guazaRnay nahi dya
mana jafayeN tu ne Tabassam pe ki magaR
dil se tujhaY tu phiR be utaRanay nahi dya
Amal
November 3, 2002, 9:50pm
2
Re: thokaaR lagaieY aur bikhaRnay nahi dya
*Originally posted by NikamiJano: *

Bohat khoob NikamiJi …poori ghazal hi bohat shaandaar hey:):k:
Pramod
November 4, 2002, 3:27am
5
hum teRi dosti maiN agaR luut gaye tu kia
ashkooN se teRi ankh ko bhaRnay nahi dya
mana jafayeN tu ne Tabassam pe ki magaR
dil se tujhaY tu phiR be utaRanay nahi dya
hamesha ki tarah bahot hi achhi ghazal post ki hai , bahna aap ne.
thanks for sharing.
Good one !
Beaitbaar waqt pay jhunjhulla ke ro paray
Kho kar ussay kabhi, tukabhi paa kar ro paray
Khushiyan hamaare paas kahan mustaqil raheen
Bahar kabhi hansay, tu ghar aa kar ro paray
Very Nice NJ!
mana jafayeN tu ne Tabassam pe ki magaR
dil se tujhaY tu phiR be utaRanay nahi dya
Tabassam??? , yeh sub kub say???
Re: thokaaR lagaieY aur bikhaRnay nahi dya
*Originally posted by NikamiJano: *
go muj ko gaRdishooN ne sanwaRnay nahi dya
lakiN teRay khaloos ne maRnay nahi dya
ahsaaN hai ye us ka meRa zaraf dekh kaR
thokaaR lagaieY aur bikhaRnay nahi dya
hum teRi dosti maiN agaR luut gaye tu kia
ashkooN se teRi ankh ko bhaRnay nahi dya
is raabteY ko toRna asaa’N tha magaR
teRi nazaR ne faisla kaRnay nahi dya
haR aashk-e-beqarar ko hum ne be kisi waqat
ankhooN k sahilooN pe ubhaRnay nahi dya:teary3:
manzil k paas jitni aa’zeat mili mujhaY
itna tu dukh tumam safaR ne nahi dya
ik rabt-e-lazawal ne teRay he shahaR se
muj ko kabhi sakooN se guazaRnay nahi dya
mana jafayeN tu ne Tabassam pe ki magaR
dil se tujhaY tu phiR be utaRanay nahi dya
awwwwwww Thanks for sharing NJ sis, Nice choice but
Re: thokaaR lagaieY aur bikhaRnay nahi dya
*Originally posted by NikamiJano: *
hum teRi dosti maiN agaR luut gaye tu kia
ashkooN se teRi ankh ko bhaRnay nahi dya
haR aashk-e-beqarar ko hum ne be kisi waqat
ankhooN k sahilooN pe ubhaRnay nahi dya:teary3:
manzil k paas jitni aa’zeat mili mujhaY
itna tu dukh tumam safaR ne nahi dya
veryyyyyy nice :k:
mana jafayeN tu ne Tabassam:rolleyes: pe ki magaR
dil se tujhaY tu phiR be utaRanay nahi dya
Re: Re: thokaaR lagaieY aur bikhaRnay nahi dya
Thanks Amal sahi tareef ki hia kahin peehcaly zakhmooN per marham tu nahi rakh rahya..
[QUOTE]
*Originally posted by Pramod: *
hum teRi dosti maiN agaR luut gaye tu kia
ashkooN se teRi ankh ko bhaRnay nahi dya
mana jafayeN tu ne Tabassam pe ki magaR
dil se tujhaY tu phiR be utaRanay nahi dya
hamesha ki tarah bahot hi achhi ghazal post ki hai , bahna aap ne.
thanks for sharing.
[/QUOTE]
thanks Pra g......and ramzan Mubarak ap ko...:)
thanks kisi ki gazal...jaan lawa..arifnawz..HH..and G-e-Tea..don't be sad na..gazal tu sad he achi lagti keon ...keep smilling:)
*Originally posted by Eastern Thoughts: *
Very Nice NJ!
mana jafayeN tu ne Tabassam pe ki magaR
dil se tujhaY tu phiR be utaRanay nahi dya
Tabassam??? , yeh sub kub say???
ye tab se jab se sab ne jafayen ki
thanks ** Eastren ** from westren aur kahan gayeb hain ap nazar nahi a rahya kahin be …hamin he nazar nahi atye ye phir ** Sab ** ko he
Re: Re: thokaaR lagaieY aur bikhaRnay nahi dya
thanks chando g…
[QUOTE]
*Originally posted by NikamiJano: *
ye tab se jab se sab ne jafayen ki ;)
thanks ** Eastren ** from westren aur kahan gayeb hain ap nazar nahi a rahya kahin be ...hamin he nazar nahi atye ye phir ** Sab ** ko he ;)
[/QUOTE]
aacha tu now U ** Westren **
, Wo iqbal kahtay hain na
ham mashriq ke musalamaano.n kaa dil maGrib me.n jaa aTakaa hai
wahaa.N ku.ntar sab billorii hai, yahaa.N ek puraanaa maTakaa hai
[kuntar=glass; billori=crystal]
tu U know aysay western tu not acceptable ;) , wasay kahnay main koi huraj nahi, i know what u r :) , khuch loog mughay bata raahay thay kay jub wo West say East main jaatay tu aysay zoooor say chaader etc kurtay kay loog sumaghtay burtan dhoonay wali massi a gai ;)