Re: ...This Thread...
Ghazal :)
Munney ab dey do gey?
OMG Bethney sey inkaar karney ka matlab iss baat ko deny karna tha k mein moun phatt hoon. Zara ghor sey parhen tou inshallah samajh aa jaye gaa. Chalen agar aap zidd karti hain k mein waqaai moun phat hoon, tou maan liya, lekin doosrey number par hoon. Pahli seat tou aapki hai :)
Barbie Hum friends tou hain na. Inshallah bohat jaldi Pakistan aana hoga, tou phir aap sey zaroor mulaqaat hogi :)
DF Yes. Sulah ho gayi hai aur unblock kar diya hai. Woh alagg story hai k mein khud aajkal MSN par nahi aa raha hoon :)