^ You are right. Thanks, lemme correct it 
Pyar mein aur Online aa kar koi bhi apney hosh kho beth-ta hai.
Aayi jo Online sattar (70) baras ki aurat
Mujh jaisay ahl-e-dil ko woh beat kar rahi thee
**Bann kar woh teenager likhti thee “I love you” **
Mein Chat kar raha tha aur woh Cheat kar rahi thee