...This Is What Khumar Said...

^ You are right. Thanks, lemme correct it :smack:

Pyar mein aur Online aa kar koi bhi apney hosh kho beth-ta hai.

**Aayi jo Online sattar (70) baras ki aurat
Mujh jaisay ahl-e-dil ko woh beat kar rahi thee
Bann kar woh teenager likhti thee “I love you”
Mein Chat kar raha tha aur woh Cheat kar rahi thee
**