newton kay sarr pay saib girra nahi thaa
uss darakht pay bandar rehtay thaay - unhooN nay khainch kay maraaa thaa uss ki tind pay. Uss ki subb tareefaiN kartay hain (Newoton ki)
Mairay ooper aksar naaryal waghaira girrtay rehtay hain
mairee koi izaat hi nahi hay
LP
February 12, 2010, 10:51pm
2
Re: this is naa’insafi
uncle aap mujhey nariyal day dijiye
Sabeera
February 13, 2010, 5:59am
4
Re: this is naa'insafi
yeh to sakhat nainsafi hai is k khilaf to awaz uthani chaiahy... or phir bhala Saib or Naryal ka kia mukabla?
Re: this is naa'insafi
^^ Inko aur bara award milna chaiye :p
Re: this is naa'insafi
nariyal hmmmmm yummy yummy
ye to na insafi hai uncle g app k sath
Re: this is naa'insafi
ye to sara sar na insafi he boht sadma howa
ap pr itny naariyal girt hen thoray hamen b den na
Dania
February 13, 2010, 9:31pm
10
newton kay sarr pay saib girra nahi thaa
uss darakht pay bandar rehtay thaay - unhooN nay khainch kay maraaa thaa uss ki tind pay. Uss ki subb tareefaiN kartay hain (Newoton ki)
Mairay ooper aksar naaryal waghaira girrtay rehtay hain
mairee koi izaat hi nahi hay
aap kay sarr par kya naaryal ka darakht hai jo har waqt girtay rahtay hain?