Re: This is a support thread...
haan tu hum bhi chakkar baaz hain
yea sabaq roz aap say hi laitay hain
hum is baat ko maantay hain
kisi say dartey thori hi hain
yea aap hi jhoot per jhoot boltey hain
larkiyon ko pareshan kartey rehtey hain
ghumaan ghumaan kar phone kartey hain
phone na miley to PM say kaam chalatay hain
haan larkiyaan lahol to parti jaati hain
aapko daikh kar baichariyaan dar hi jaati hain
array aap kay saath to haath hi ho gaya
jo app kartey thay, wo khud per apply ho gaya