This is a support thread...

Re: This is a support thread…

yahan par abhi tak log hain :konfused:

mahol bana wa chay bapu.. :stuck_out_tongue:

Re: This is a support thread…

nahi. yahan per koi nahi hai :stuck_out_tongue:
tum khaali deewaroon say baatein kar rahey ho

Re: This is a support thread…

abhi tu subah hui hay hamari :yawn:

:chai:

Re: This is a support thread…

hum dewaron say batain kartay hain
appp un say batain kartay hain
jab raat ko sub so jatay hain
to wo akur ap ko lay jatay hain
gol gappy or samosay khilatay hain
or saath saath falooda bhi banwatay hain.
kabhi laal to kabhi pink shalwaar main nazar aatay hain..
log falto main pareshan ho jatay hain
phir uncle stalker un ko Ainak wala jin ke khani suntay hain..
phir cool aunty kay neighbor ghar par atay hain..
or phir jo agay ho gaa hum baad main batatay hain…

:wave:

Re: This is a support thread…

utho, mairi dunya k ghareeboon ko jagaa do :soldier:

Re: This is a support thread…

sub naunehaaloN kaY liye raat kaY iss samaY yeh Lallu bhai pesh-e-khidmat haiN:

Re: This is a support thread…

ab tum yeh thread vid main move karwao gay :naraz:

:chai:

Re: This is a support thread…

Aaaj ni Aaaja Saday Kolh…Sadah dil nahin lagda :blush:

:nuch:

Re: This is a support thread...

aap apni kahaani humay hi kyon sunatey hain
koi aur dost kyon nahi banatay hain
har waqt itney farigh kyon rehtay hain
itna waqt barbaad kyon kartey hain
aur phir GS per sub ko pareshan kartey hain

aap ki wo sub ..... kahan gayi hain
aaj kal nazar nahi aati hain

Re: This is a support thread…

Audio jaisaY choTaY forum maiN move honaa ziadah achaa lagtaa hai kiyaa:hoonh: sun unnees sau deRh ki awaam:barbie: radio waali qoum… kabhi taraqqi naa karnaa… T.V dekhnaY mohallaY waaloN kaY haaN hee jaataY rehnaa hameshaa :smilestar:

Re: This is a support thread...

iss thread main aagaya main,
kia karna parhta hay ?
kia karoon ? : s

Re: This is a support thread…

hum to apni kahani sub ko sunatay hain
pyar bhara geet suna kar phir pansatay hain..
lakin saath saath HW bhi khatam kar jatay hian..
bachiyoon say tafreeh bhi lay jatay hain..
warna auntiyoon say he kaam chala laitay hain..

ab hum apni WO say chakkar nahin chala saktay
kyon kay hamari dosri wali WO ko pata chal gaya
kya karain chahtay to 4/5 chakkar chala saktay

:cb:

Re: This is a support thread...

aap tu baray chakkar-baaz lagtey hain
logoon ko awein mai pansatay hain
HW ka jhoot hi bol jatey hain
itni kharaab harqatein kartey hain

apkay saath aisa hi hona chahyie
itnay chakkar aainda mat chalaayie
thori si sharam bhi kar jaayie

Re: This is a support thread…

hum chakkar-baaz hain too app bhi uthni he hain.
moqah nikal kar chakkar chala deti hian.
HW to hum kartay hain.
app ko falto main parwah kartay hain.
harqatain to bohat achi hain..
yeh to sub jantay hain..
bachiyaan to khud he pans jati hain.
app ko jo behkaati hain..
subha subha number lagati hain.
car say nahin to bus say pohanc jati hain.
saath saath LAHOL bhi parhti jati hain..

hamaray to sub kuch acha he hona chahyie..
sharam he ke to aik bachi par rukh gaya
wo hum ko he goli day kar bhag gaye

:cb:

Re: This is a support thread…

tum a gaiey ho - yehi kafi hay
ab jana nahi :blush:

Re: This is a support thread…

Ata bhai…DADA :wave:

Re: This is a support thread...

haan tu hum bhi chakkar baaz hain
yea sabaq roz aap say hi laitay hain
hum is baat ko maantay hain
kisi say dartey thori hi hain
yea aap hi jhoot per jhoot boltey hain
larkiyon ko pareshan kartey rehtey hain
ghumaan ghumaan kar phone kartey hain
phone na miley to PM say kaam chalatay hain
haan larkiyaan lahol to parti jaati hain
aapko daikh kar baichariyaan dar hi jaati hain

array aap kay saath to haath hi ho gaya
jo app kartey thay, wo khud per apply ho gaya

Re: This is a support thread…

oye zyada lion’ry karnay ki zaroorat nahi hay :smilestar:

: doodh’patti :

Re: This is a support thread…

aadhi raat ko maartey howey sharam nahi aati aapko unckeel g

khud ghar say maar khaa kar aatey hain aur ghussa hum per :naraz:

Re: This is a support thread…

yaar cool aunty… i give u yo :rotfl:
da last one is too gud :smiley:

:rotfl:

ghumaan ghumaan kar phone kartey hain
phone na miley to PM say kaam chalatay hain

:rotfl: