This is a support thread...

Re: This is a support thread…

hum dewaron say batain kartay hain
appp un say batain kartay hain
jab raat ko sub so jatay hain
to wo akur ap ko lay jatay hain
gol gappy or samosay khilatay hain
or saath saath falooda bhi banwatay hain.
kabhi laal to kabhi pink shalwaar main nazar aatay hain..
log falto main pareshan ho jatay hain
phir uncle stalker un ko Ainak wala jin ke khani suntay hain..
phir cool aunty kay neighbor ghar par atay hain..
or phir jo agay ho gaa hum baad main batatay hain…

:wave: