Re: They can arrest me and you
Is may tou koyie shak nahi kay aap nay jo kuch likha hay, iss may bohut kuch Saach hay.
Lakin yea kaisay hua, agar ham demagh khol ker, aqal istamal kertay huya, her tasub aur zahnee gulami say bahar nikal kar sonchayen tou … kayee loog ‘may na manoo’ kee ratt lagana shroo kar dayen gay … iss liyea kay jiss per (wing) kay neechay woh sahara latay rahtay hain, woh per bhie iss ‘kaisay hua’ may shamil nazar ayean gay.