there is something wrong with the quote function

GS ka bill ada kernay kay baad raseed zaroor lay lia karian. kion k accountant key bay emanee key waja say aap ka khata abhee tak dekha raha hay k aap nay bill ada nahi kia. jiss key wajah say aisa hota hay. GS key bohat say function kam nahi kartay agar bill ada na kia ho toh.