Re: the whole meera thingie - a discussion
Abb baaqi Pakistani adaakaraein bhi meera ki payrvee kartaay huay ....hayaa ka labaada utaar pheykein gee....aur aap loug unko bhee jald hee neem barhaina haalat mein deykhain gaay...toba toba...Irem kiya yeh sahee baat hai...hain? ???Koi tou hou jo inko Islamic values kaa lecture daay...aur bataiy keh aik islami mulk main kaisay rahaa jaata hai.....