Re: WhAt R U dOiNg RiTe NoW
are u sure k wo studies hi daaal hay ![]()
mai ne kb kaha k mai ne thread open kiya koi
mai ne bas apne blog mai posta ![]()
google pe sab cheezain mil jati hain wo b free ![]()
ab mai kaya type karoo google mai ye sab aap khud e jo b khana hay meri terf se google pe search kar lain aor munh mai ane wale pani se lutf anzoor hoian ![]()
kher ab mai shayar nai hon
koi 6-8 saal pehle bot thori si poetry likhi thi bas