wo tu mujhe b pata tha k aap ne kaya kaha hay per wo meri bimari kam adat zaida ya adat kam bimari zaida darmaiyaan mai a jati hay na
kuch loug hote hain jin k liay neend ana zaroori nai hota bas erada karna hota hay ar wo so jate hain
hmmmmmmmmmm itna payar wo b studies k sath :aq: daal mai kuch kala hay
o acha acha
Khair Mubarakan
wese kis cheaz ki mubarak de rahi hain
Uni na jane ki
ya 3 A.M hone ki
ya studies khatam hone ki
ya pir
mithai aap ko march mai mangni chiay thi ab tu wo mithai kb ki baaassssssiiiiiiii ho chuki hay
haan ar ab 3:15 b
mai ne kuch lougoo ja zikar kiya hay aap ka ya apna nai
mere liay b neend ka ana bot zaroori hota hay warna mai sota e nai
Ye aap DAAAL kis ko kehti hian
ji mai ne apne blog mai sab ko bata diya tha
chalien mithie aap ko PM kar don ga bas google pe search kar lon kaya laina pasand karien ge ras gulle ya gulaab jaman
haan wo tu mujhe pata hay
esi waqt par mai ne aik shair b likha tha
Nai karta intazaar WAQT! kesi ka
mai waqt ki is ravish ko badalna chahta hon
are u sure k wo studies hi daaal hay
mai ne kb kaha k mai ne thread open kiya koi mai ne bas apne blog mai posta
google pe sab cheezain mil jati hain wo b free
ab mai kaya type karoo google mai ye sab aap khud e jo b khana hay meri terf se google pe search kar lain aor munh mai ane wale pani se lutf anzoor hoian
kher ab mai shayar nai hon
koi 6-8 saal pehle bot thori si poetry likhi thi bas
Haanji Pakka Pakka Sure jee Studies hi daal hai
To wohi to kaha na maine Thread khola hota to mujhe bhi pata chal jaata
Yeh nayya tareeqa hai jee jo chahiye woh khud hi google kro
pir mast aor sari ki sari kali dono apis mai aik dosre ko dafa karti hain
mujhe tu almost 3 saal ho ge hain mai ne cafe mai koi thread open nai kiya
Yep brand new invented by me bi 4-6 saal uni mai yai tu karna sikhaya gaya hay
hmmmm nai ab nai karta liken sirf ik poem someone special k liay likhi thi ar sirf usi ko send ki on 23rd or 24th july 2010