The Random Thread

Re: WhAt R U dOiNg RiTe NoW

mai ne kuch lougoo ja zikar kiya hay aap ka ya apna nai
mere liay b neend ka ana bot zaroori hota hay warna mai sota e nai :bummer:
Ye aap DAAAL kis ko kehti hian :hoonh:
ji mai ne apne blog mai sab ko bata diya tha :snooty:
chalien mithie aap ko PM kar don ga bas google pe search kar lon :stuck_out_tongue: kaya laina pasand karien ge ras gulle ya gulaab jaman :stuck_out_tongue:

haan wo tu mujhe pata hay
esi waqt par mai ne aik shair b likha tha

Nai karta intazaar WAQT! kesi ka
mai waqt ki is ravish ko badalna chahta hon