The Random Thread

Re: WhAt R U dOiNg RiTe NoW

wo tu mujhe b pata tha k aap ne kaya kaha hay per wo meri bimari kam adat zaida ya adat kam bimari zaida darmaiyaan mai a jati hay na :smiley:

kuch loug hote hain jin k liay neend ana zaroori nai hota bas erada karna hota hay ar wo so jate hain
hmmmmmmmmmm itna payar wo b studies k sath :aq: daal mai kuch kala hay :hoonh:
o acha acha