The Qaafiya thread...

Re: The Qaafiya thread…

Aur tumhare aanay say aagaya qaraar…:blush:

Re: The Qaafiya thread...

lo mein a gaya ab tumhain ho jay ga bokhaar

Re: The Qaafiya thread...

jeldi se jepi daaal le . mien ho reha ho BEKERAR :D

Re: The Qaafiya thread...

Chalo jao beta...Joa dekho Chitrahaar...:o

Re: The Qaafiya thread…

yeh loo aa gai SEENGHO horns wali serkar :stuck_out_tongue:

Re: The Qaafiya thread...

Ab is thread par barasnay lagi phitkaar...

Re: The Qaafiya thread…

khali dil se dil milaney ko bola tha .. gusa q kerte ho mere yar :stuck_out_tongue:

Re: The Qaafiya thread...

yeh thread to lag raha tha kaafi bekaar
magar lajo ka idea nikla bohot mazedaar

Re: The Qaafiya thread…

yeh dekho …topi pehnay betha hai … dacoon ka sadaar

Re: The Qaafiya thread…

chodoo gusa … yeh sab hai bekar …

Re: The Qaafiya thread…

Main tau hoon tumhara ghumkhwaar…

Re: The Qaafiya thread…

bhai sher kee kuch zameeN badlo, wazan badlo, behr badlo
itnaY dher replies maiN musalsal aik hee hai takraar :bukbuk2:

Re: The Qaafiya thread…

Urdu itni aati, tau na hotay itnay khwaar…
Shair suna kai logon ko ab karte hain bezaar…:yawn:

Re: The Qaafiya thread…

bezaar naa kaho unn ko jo haiN baRay hee tez tarraaar
abb badlo Radeef aur khabardar jo huvaY tum faraar :grumpy:

Re: The Qaafiya thread...

this is...by far...the funniest thread ever....thanks for the laugh guys!

Re: The Qaafiya thread…

Lajjo bhai bil aakhir dikhlaa gaYe chamtkaar :hehe:
champit huvaY aisay kay shakal dikhnaa dushwaar:D

Re: The Qaafiya thread...

Ab tum samjhao logon ko kay istimaal karain ashaar,
Main nahin samjhata bhai main nai maani haar...:D

Re: The Qaafiya thread…

A’lam uThaayaa thaa tum nay khud, ab naa bano laachaar
beYRaa jiss kaa UThaaYaa thaa, uss kaa na karo hathiyaachaar :bash:

Re: The Qaafiya thread…

Bas buhat hua ab daal do hathyaar
zabaan to sab aisey chalatay ho, jaise talwaar
sehat kharab ho jaye gi, parh jao gay bemaar
vitamins to nahi hain, par kahanay paray gi naswaar. :topic:

Re: The Qaafiya thread…

Ziada panga kiya to kardoonga abhi yalghaar…:2guns: