The ones i like most

Lagta hai zindaha rahnay ke hasrat gayee nahi
Mar kay behi sans lanay ke aadat gayee nahi.

Khalid Iqbal yasir

Lay jaya ga wo shaksh har cheez apnay sath
Khud ko yaheen kaheen pay magar bhool jaya ga

Azad Tamana

Ab jis kay jee main aya wo he paiya roshani
Hum nay tu dill jala kay sar e aam rakh diya

Qateel Shafai

Apni sansain mari sansoon say mila kar roona
Jaab behi roona mujahay seenay say laga kar roona

Safdar Saleem Siyal

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Apni sansain mari sansoon say mila kar roona
Jaab behi roona mujahay seenay say laga kar roona

Safdar Saleem Siyal
[/QUOTE]

Nice Ashaar. thanx u for shering.