The HOT Seat

**
mohabbat ek jazba hai, ek aHsaas hai, ek va’da hai. ise majroioH na karna, ise dil meN basaaye rakhne kaa nama hai…moHabbat paak hai, moHabbat iimaan kaa juzv hai…moHabbat se KHuda hai moHabbat se sazaa o jazaa hai…moHabbat se kaar e jahaaN ustavaar hai, moHabbat se nazm o zabt e kaayenaat hai :)**