Re: The death of civil society in Sindh
AP uncle… zamana bohat badal giya hia… ab app jaisay shareef un nafs aur eman dar jailay PPP main kahan… ab to har jamat main sathion aur jialon ko thapy marnay ki training di jati hia… ![]()
app shareef aur nafees banday, abhi tak PPP ka asal roop nahi dekh paye hian…