Awwwwww … He is with me right now! Whenever he sees me standing, he says “uthaalo … uthaalo” … And then when I do, I’m granted with a huge hug and a kiss…
mashAllah…
very hi nice te cute kaka kaka-H…
thanx 4 posting te sharing…
God bless u all…
DerVaisH
muhabatein theen kabhi apne dermian kitni…
bicha gaye hai anna hum mein doorian kitni…
abhi to toota hai dil hi teri judai mein…
girein gi hum pe abhi aur bijlian kitni…
Gham aur khushiyan hamain Khuda kae aur nazdeek ker daeti hain, hamain is baat ka yaqeen ho jata hai kae hamarae liyae jo rasta Khudawand kareem nae banaya hai, hamain sirif usi pae chalna hai aur ham apni merzi sae aik kadam idhar sae udhar nahin ker saktae.