1 Cheetah chars bana raha thaa…
Achanak aik chooha bhaagta hwa aaya aur bola “Q zindigi barbaad kartay hoo…? Daikhoo kitna khoobsoorat hara bhara jangal hai…aao meray sath jangle ki sair karoo..” Cheetah choohay k sath ho gaya…
Aagay aik haathi sharaab pee raha thaa…Chooha phir wohi bola…Haathi bhi un k sath ho gaya..
Aagay chal k aik sher mila…Sher herion pee raha thaa…Choohay nai jaisay hi bolna shuroo kya…Sher nai khinch k aik tight wala thappar maara…
Haathi aur Cheetah bauhaat hairaan hway aur wajha poochi…
Sher bola…“kambakhat kal bhi $@^@ bhang pee kai 4 ghatay mujhay jangle mai khawaar karata raha”.