Chae ki dawat dayna ka … bakhuda hum iss zara nawazi ko kia samjhain… aghar bora na lagay to arz hay keh its 3 A.M or sardi bhi bohut hay our humara nahi kayal keh hum net ke logon say milna chahain gay … umeed hay aap, ab kia kahain hum … Dilsay jee aap hi kuch kaho
Re: Thank U Dilsay
wowwwwwwwww chaiey ki dawat…aur azad ap net k logo se keon nahi milna chahtey…kisi net k log ne kuch kaha kia? just wondring…![]()
Nahi jee aisi to koi baat nahi buss kabhi socha nahi milnay ka
Re: Re: Thank U Dilsay
is liya nahi ka pechli dafa jis kay ghar ya larki samajah kar gaya thay larka nikla… phir…
bari mushkil say jaan bacha kar aya…
Re: Re: Re: Thank U Dilsay
oh tu ap larka ho me larki samj rehi thei ap ko
see me nikami