Thaka Hara Jo Soya Tha Jagane Kon Aya Hai
Meri Aankho Main Nendon K Bahane Kon Aya Hai
Mera To Ashna B Dor Tak Koi Na Tha Lekin
Mere Jalte Hoe Ghar Ko Bachane Kon Aya Hai
… Baharon Main B Is Gulshan Ka Koi Khair-Kha Na Tha
Khizaon Main Ye Gul-Boote Khilane Kon Aya Hai
Yahan To Khon K Rishte B Ho Jate Hain Begane
Muhabat K Tqazon Ko Nibhane Kon Aya Hai
Ek Tum Hi Pagal Ho Jo Ab Tak Aas Rakhte Ho
Bhala Ujre Hoe Ghar Ko Basane Kon Aya Hai…!!
Re: Thaka Hara Jo Soya Tha Jagane Kon Aya Hai
:k:
Mera To Ashna B Dor Tak Koi Na Tha Lekin
Mere Jalte Hoe Ghar Ko Bachane Kon Aya Hai
Ab sab ke rishta daar to fire brigade main kaam nahin karte na.
Re: Thaka Hara Jo Soya Tha Jagane Kon Aya Hai
1122 jinda badddddddddd :p
ehsan
4
Re: Thaka Hara Jo Soya Tha Jagane Kon Aya Hai
Very hee nice. :k:
LP
5
Re: Thaka Hara Jo Soya Tha Jagane Kon Aya Hai
niceee 
Re: Thaka Hara Jo Soya Tha Jagane Kon Aya Hai
