Thak kar taraash hi liya....

Arz Hai…

Muddat Hui na poori hui ek arzoo…
Ab Dil ki arzoo hai koi Aarzoo na ho..

Poet: Saud Musheer…

Dast rekhaawon par na tum jaana
Band mut’thi pe bharosa rakhna

Poet: Saud Musheer

Yeh do Matlee maine likh kar chhord diye hain is ummeed ke saath ki wazn pehchaanne waale Insha Allah mayoos nahi honge aur agar ijaazat hogi to Insha Allah aage poori gazal pesh karoon ga,

Filhaal ek gazal pesh-e-khidmat hai… Qubool Farmayen…

Thak kar taraash hi liya ghar ke sutoon me…
Mai jiko tha talaash raha us hujoom me…

Afsoos ye nahi ki mujhe mil sake na wo…
GAm yeh hai mai phirta raha yunhi fuzool me…

Kya dair hai kya mai hoon kya hai mai khana…
Soochoon ga kisis roz baith kar sukoon me…

Khamoshyon ka shauq ab raha nahi mujhko…
Mai marr bhi gaya toh bhi rahoon ga Junoon me…

Poet: Saud Musheer

Please feel free to contact for any further Information…

Saud Musheer
00966(0)561407977

Re: Thak kar taraash hi liya…

Muddat Hui na poori hui ek arzoo…
Ab Dil ki arzoo hai koi Aarzoo na ho..

**Bohat acha she’r (matla) hai, umeed hai ghazal bhi achi hogi. **:k:
Thanx for sharing :slight_smile:

Re: Thak kar taraash hi liya....

Khamoshyon ka shauq ab raha nahi mujhko....
Mai marr bhi gaya toh bhi rahoon ga Junoon me...

buhat allllllllla : )

Re: Thak kar taraash hi liya....

nice

Re: Thak kar taraash hi liya....

Thanks for appreciating...

Re: Thak kar taraash hi liya....

Nice, thanks for sharing:-)

Re: Thak kar taraash hi liya....

Nice 1

Re: Thak kar taraash hi liya....

Thanks for the appreciation… Gul & Mahamkhan