Thahar jaao ke hairaanii to jaaye
tumhaarii shakl pehachaanii to jaaye
(Dedicated to ABU JAN)
shab-e-Gam tuu hii mehmaan ban ke aajaa
hamaare ghar kii viraanii to jaaye<O:p
zaraa khul kar bhii ro lene do hum ko
ke dil kii aag tak paanii too jaaye
<O:p
balaa se tor Daalo aaiinon ko
kisii suurat ye hairaanii to jaaye
MIss U ABU JAN.