**Taiz Barish Main Kabhi Sard Hawaoon Mein Raha
Ek Tera Zikar tha Jo Meri Sadaaon Mein Raha
**
**Taiz Barish Main Kabhi Sard Hawaoon Mein Raha
Ek Tera Zikar tha Jo Meri Sadaaon Mein Raha
**
Re: Tez baarish
acha ![]()
Re: Tez baarish
hai naa
Shukar hai aap roi nahein
Re: Tez baarish
i like barish ![]()
Re: Tez baarish
Yeh tou buhat he achcha hua
Re: Tez baarish
Toh garmee kay masum mein zikar nahin hota. Aap ghalban apni central heating ka zikar ker raheein hain iss liye sard hawaon mein ussay yaad kertee hain.
Re: Tez baarish
na jane kis ghuna ki padash mai aseer hue hum
warna hum sa khud sir or yeh mubhat ki bheek …:(***
Re: Tez baarish
Garmi ke mausam mein bhi to AC thanda ker deta hai ![]()
Re: Tez baarish
kyoon udaasi chaaye ![]()
Re: Tez baarish
pepsi nhi milli kitne dinoo se … ![]()
Re: Tez baarish
yeh lo coke pee lo
Re: Tez baarish
tum ek or shair maag loo gi … ![]()
Re: Tez baarish
acha nahi maangti tum coke piyo aur ghazal likho ![]()
Re: Tez baarish
ghazal .. ![]()
Re: Tez baarish
aap ki mehbooba kaa naam ghazal hai kaya ![]()
Re: Tez baarish
![]()
Re: Tez baarish
kyoon sir peet rahey hian ![]()
Re: Tez baarish
dil ker reha tha … ![]()
Re: Tez baarish
lao mein peetoon mujhe peetnay mein maza ata hai
Re: Tez baarish
u r so mean … ![]()