terii yaad meN kaTii to kaTii is taraH shab-e-Gham
kabhii shamm’a tilmilaaii, kabhii kaaNp kar huii kam
kabhii qatre raushnii ke vahaaN ashk ban ke Tapke
kabhii aah bhar ke roye, kabhii thaam kar jigar ham
Re: terii yaad meN kaTii to kaTii is taraH shab-e-Gham…meraa ek qit’a
very sad :k:
Re: terii yaad meN kaTii to kaTii is taraH shab-e-Gham…meraa ek qit’a
vo to us raat kii kaifiiyat thii jis raat ko yeh qit’a kahaa thaa lol…dusrii hii subHo meN aaraam se baiTh kar Khoob maze maze ke pakwaan khaaye the! ![]()
Re: terii yaad meN kaTii to kaTii is taraH shab-e-Gham…meraa ek qit’a
rula diya ![]()
Re: terii yaad meN kaTii to kaTii is taraH shab-e-Gham…meraa ek qit’a
lollipop to haath meN hai phir ronaa dhonaa kaisaa? ![]()
Re: terii yaad meN kaTii to kaTii is taraH shab-e-Gham…meraa ek qit’a
lollypop nhi kha rhi hoti hr waqt ![]()
Re: terii yaad meN kaTii to kaTii is taraH shab-e-Gham…meraa ek qit’a
to haath meN kia railgaaRii kii laal jhanDii uThaaii huii wii hai? ![]()
Re: terii yaad meN kaTii to kaTii is taraH shab-e-Gham…meraa ek qit’a
hahahaha ![]()
nhi jharan uthaya hua hai safaii krny k liye ![]()
Re: terii yaad meN kaTii to kaTii is taraH shab-e-Gham…meraa ek qit’a
lol…baRii kaam kaajoo haiN lagtaa hai…kitne paise milte haiN roz ke ammii se? ![]()
Re: terii yaad meN kaTii to kaTii is taraH shab-e-Gham…meraa ek qit’a
![]()
ap ghar k kaam krny k paisay letay hain kya??? ![]()
Re: terii yaad meN kaTii to kaTii is taraH shab-e-Gham…meraa ek qit’a
Bhabhi nahiiN detii thiiN to maiN saudaa meN paise kaat letaa thaa aur unke purse se change vaGhairah uRaa liyaa kartaa thaa aur ek aur tareeqa bhii thaa jo bataauuNgaa nahiiN! ![]()
Re: terii yaad meN kaTii to kaTii is taraH shab-e-Gham…meraa ek qit’a
hahahaha ![]()
achay tareeqay btaye hain ![]()
Re: terii yaad meN kaTii to kaTii is taraH shab-e-Gham…meraa ek qit’a
ab aazmaaiyegaa bhii nahiiN kiuN k chorii ke liye bhii 'aql chaahiye…bilaa vajah pakRii jaayeNgii! ![]()
Re: terii yaad meN kaTii to kaTii is taraH shab-e-Gham…meraa ek qit’a
![]()
Allah na karay kabhi krna b paray
mujh se exam mein zra si cheating nhi hoti to yeh kaam to bilkul he nhi hoga ![]()
Re: terii yaad meN kaTii to kaTii is taraH shab-e-Gham…meraa ek qit’a
hmmm…yeh kia baat huii…bachche to aisa karte haiN…kia aap Khaalaa jaan haiN?
aapke zameer ko mujhe ghisnaa paRegaa kuchh! ![]()
Re: terii yaad meN kaTii to kaTii is taraH shab-e-Gham…meraa ek qit’a
haahahha khaala jan kya? ![]()
han shayd zameer ka he kuch prob hai ![]()
i remember when i was doing Bsc sb class fellows itni tricks se cheating kr rhay thay or dar mujhy lg rha tha ![]()
Re: terii yaad meN kaTii to kaTii is taraH shab-e-Gham…meraa ek qit’a
Khaalaa matlab umr meN bibi hawwa honaa lol
so naql vo karte the aur Dar aapko lagtaa thaa!
waah! kia baat hai! ![]()
ab kahiiN aisaa na ho k khaaye koi aur mazaa aapko mile! ![]()
Re: terii yaad meN kaTii to kaTii is taraH shab-e-Gham…meraa ek qit’a
aahhhh, u mean karay koi,bharay koi..!
yeh bhi ho chuka hai..!
Re: terii yaad meN kaTii to kaTii is taraH shab-e-Gham…meraa ek qit’a
Zabardast shair! Ek ajeeb, dukh bari tanhai ki kaifyat bayaan ki gayi hai. :k:
Re: terii yaad meN kaTii to kaTii is taraH shab-e-Gham...meraa ek qit'a
shukria Prince Bhai...'ishqiya shaa'irii meN bas kaifiyat hii kaifiyat hotii hai jiskaa Haqeeqat se kahiiN door door tak koii vaasta nahiiN hotaa! :D