terii yaad mein sab guzR gaye... shab-0-roz kya. . . maah-0-saal kya !

Re: terii yaad mein sab guzR gaye… shab-0-roz kya. . . maah-0-saal kya !

Ghazal to bahot umda hai magar yeh kia kiyaa k misro’N ko TukRoN meN baaNT diyaa. kia aapko bhii KhwaabRang BHai kii taraH posting meN masalah hai? maiN ne asl haiyat meN likh diyaa hai.